Re-incarnation of Sub-editors
yeh meetings yeh stories yeh feature ki duniya
yeh insaan ke dushman, quark ki duniya
yeh deadlines ke bhookhe, editors ki duniya
yeh page agar ban bhi jayee to kya hai.
yahan ek khilona hai sub-editor ki hasti
yeh basti hai murda reporters ki basti
yahan par to raises se inflation hi sasti
yeh appraisal agar ho bhi jayee to kya hai ?
har ek computer ghayal har ek news hi baasi
designers mein uljhan photographers mein udassi
yeh office hai ya aalame management ki
circulation agar badh bhi jayee to kya hai?
jallaa do, jalaa do ise,
phoonk dalo yeh monitor
mere naam ka hata do yeh user thumahra hai
tumhi sambhalo yeh computer
yeh paper agar chal bhi jayee to kya hai?

3 Comments:
great bhai,keep it up .
whaa kya baat hai.
Buddy, this is one of the finest I have read in a long time. Normally, I would get rather rattled if someone spooked Sahir Ludhianvi, but this one was very very telling.
Post a Comment
<< Home